Showing posts with label Searches related to funny jokes images whatsapp new facebook 2017. Show all posts
Showing posts with label Searches related to funny jokes images whatsapp new facebook 2017. Show all posts

Thursday, 29 December 2016

Thursday, 22 December 2016

Yahaa se chale he nayi manzil ke


  1. Kai jeet baaki he kai haar baaki he,
  2. Abhi to zindagi ka saar baaki he.
  3. Yahaa se chale he nayi manzil ke liye,
  4. Ye ek panna tha abhi to puri keetab baaki he.

Wednesday, 21 December 2016

Wo toh Meri Soch Ki Har Dehleez Pein Nazar


  • Uss Shaqs Ko na jaane Kaise Yeh Hunar Aata Hai,
  • Raat Hote Hi Aankhon Mei Utar Jaata Hai,
  • Main agar Uski Yaad Se Nikloo bhi To Kahan Jaoon,
  • Wo toh Meri Soch Ki Har Dehleez Pein Nazar Aata Hai

par hamein toh har waqt aapkee


  1. Har raat koi dhun gungunaati hain,
  2. har phool se mehak zaroor aati hain,
  3. Chaahe aap ke man mein beshak hamaara khayaal ho naa ho,
  4. par hamein toh har waqt aapkee hi yaad aati hain…

Aapse dil ki baate kiya kartey

➨Hum har ek pal hans kar jiya kartey hai,
➨Aapse dil ki baate kiya kartey hai,
➨Aap bahut khas ho hamarey liye,
➨Tabhi hr waqt apko yaad kiya kartey hai

Sunday, 18 December 2016

Aankhon mein rahaa dil mein utarkar nahin


  1. Aankhon mein rahaa dil mein utarkar nahin dekha,
  2. Kishti ke musafir ne samandar nahin dekha,
  3. Patthar mujhe kahta hai mira chahne wala,
  4. Main mom hun usne mujhe chhookar nahin dekha

Wednesday, 14 December 2016

Saturday, 10 December 2016

Happy new year sms message new 2017

🔄Phoolon ki waadiyon mein basera ho aapka,
🔄Sitaron ke aangan mein savera ho aapka,
🔄Yeh dua hai ek dost ki, dost ke liye
🔄Har saal se khoobsurat yeh saal ho aapka.
🔄Happy New Year 2017

Friday, 9 December 2016

स्कूल में हिंदी के पीरियड में मास्टर जी ने पूछा

➽स्कूल में हिंदी के पीरियड में मास्टर जी ने पूछा,
➽दु:ख तो अपना साथी है,
➽सुख तो आता जाता है।"
➽अर्थ स्पष्ट करें।


➽पप्पू- "बीवी हमेंशा घर में होती है,
➽साली आती जाती रहती है ।"
➽मास्टरजी ने भारतरत्न के लिए सिफारिश की है