Showing posts with label Naya saal Mubarak Sms 2017. Show all posts
Showing posts with label Naya saal Mubarak Sms 2017. Show all posts

Thursday, 29 December 2016

Unki yaad mein behte aansu aaj

⧭Kisi kee yaad dil mein aaj bhi hain,
⧭Bhool gaye wo magar pyaar aaj bhi hain,
⧭Hm khush rehne ka dawa to krte h magar
⧭Unki yaad mein behte aansu aaj bhi hain!

Thursday, 22 December 2016

Tuesday, 20 December 2016

Tere khayalon mein khoya kuch aisa


  1. Tere khayalon mein khoya kuch aisa ho,
  2. Ki sab kuch bhul jata hoo or pata nhi chalta,
  3. Ki meri saanso se mein ho
  4. Ya tere hone se meri saanse.

Har pal khayaal bas aata hai tumhara


  1. Har pal khayaal bas aata hai tumhara,
  2. Dekh ke tumhe dil diwana ho jata hai hamara,
  3. Kuch itna asar hai mohabbat ka teri mujh per
  4. Ki baato baato mein hothon pe naam aa jata hai tumhara.

Kitni chahat hai dil mein hamare


  1. Jee bhar ke deedar karne do jara,
  2. Kar ke mehsus pyar ka izhar karne do jara,
  3. Kitni chahat hai dil mein hamare
  4. Aaj hame aitbaar karne do jara.

Apni mohabbat ka izhaar jee bhar kar


  • Chahat hai…Pyar jee bhar ke karne do,
  • Apni mohabbat ka izhaar jee bhar kar karne do,
  • Utha ke dekho nazarin hamari taraf
  • Thoda hame tumhara deedar karne do.

Sunday, 18 December 2016

Anjane Mein Hum Apna Dil Gawa


  1. Anjane Mein Hum Apna Dil Gawa Baithe,
  2. Is Pyar Me Kaisa Dhoka Kar Baithe,
  3. Unse Kya Gila Kare… Bhool Hamari Thi,
  4. Jo Bina Dilwalon Se Dil Laga Baithe.

Thursday, 15 December 2016

Ishq Ko Sar Ka Dard Kahne Wale Sunn

๐Ÿ”บIshq Ko Sar Ka Dard Kahne Wale Sunn, 
๐Ÿ”บHumne Toh Yeh Dard Apne Sar Le Liya, 
๐Ÿ”บHumari Nigahon Se BachKar Woh Kahan Jayenge, 
๐Ÿ”บHumne Unke Mohalle Mein Hi Ghar Le Liya.